Dosto mera name hai Madangopal/Mg. aaj hm bat krenge ki hm apne laptop ya PC me se duplicate files ko kese delete kr skte hai dosto kbhi kbhi hmare PC me aek jesi kafi jyada files save ho jati hai, or vo kafi space cover kr leti hai or fir hme unhe aek aek krke delete krna pdta hai, jisme hmara kafi time waste ho jata hai, lekin dosto ab hme en files ko aek aek krke delete krne ki jrurt nhi hai, ab hm enhe aek software ki help se aek sath delete kr skte hai to chaliye suru krte hai...
Step 1. Aapko es link se easy duplicate finder software ko download krna hai or use install krna hai.......
https://www.easyduplicatefinder.com/
Step 2. Ab aapko ese open krna hai jb aap ese open Kroge to aapke same screen short ke jesi window open hogi, esme aapko select folders pr click krke us folder ko select krna hai jisme aapka data dubble save ho rkha hai...
Step 3. ab aap screen short me dekh sakte hai ki mene us file ko select kar liya hai jisme mera data dubble save ho rkha hai, or ab start scan par click krna hai.....
step 4. ab aap dekh skte hai ki mera data scan ho gya hai jisme meri 4 file dubble save ho rakhi hai, ab hme en dubble file (duplicates files) ko fix krna hai to ab hm go fix them par click krenge........
step 5. ab aap dekh skte hai ki vo files select ho gyi hai jo mere us folder me dubble save thi ab hm enhe delete vale icon pr click krke delete kar dete hai.......
Dosto aap es parkar se apni dubble save files ko delete kar skte hai.......
Dosto agr meri ye post aapke liye helpful rhi hai to please aap ese like or share jarur kar dijiyega thanks............