Hello dosto mera name hai MADANGOPAL/MG. aaj me aapko btauga ki hm disk partition kese kar skte h agr aap disk partition krna chahte hai ya sikhna chahte hai to aap en steps ko follow kijiyega aap bhoht hi aasi se jan payenge ki disk partition kese karte hai to chaliye suru krte hai......
Step 1 : es step me aapko my computer ko open krna h or uske upper me manage ka option hoga jisko open krna h jese screen short me diya huaa hai........
Step 2 : or fir aapke samne aesi window open hogi jisme aapko disk management ko open krna h bilkun screen short ki trah
Step 3 : jb aap disk management ko open krenge to aapke samne aesi window open hogi....
Step 4 : or fir aapko us disk ko select krna h jiska aap partition krna chahte h me disk (E) ka partition krunga aapko apni disk pr apne mouse ka right butten ko press krna h jb aap press krnge to aapke samne aesi window open ho jayegi (jese ki mene screen short me dikhya h) usme aapko shrink volume pr click krna h
Step 5 : jb aap shrink volume pr click krenge to aapke same aesi window open hogi jisme aapki disk ka total size diya huaa hoga
Step 6 : es step me aap jitna GB ka partition krna chahte h utna aap(enter the amount) me enter kr dijiye jese ki mene kiya h aap screen short me dekh skte hai....
or bad me aapko shrink pr click krna hai........
Step 7 : jb aap shrink pr click krenge to aapka partion ho jayega jese ki mene screen short me dikhya h 209.21 GB ka partition
Chliye ab esko vapis extend krna sikhte hai....
Step 8 : ab aapke mouse ka right butten disk pr press krna h jb aap press krenge to aapke samne aek new window open hogi jis me extend volume ka option hoga us pr aapko click krna hai..........
Step 9 : ab aapke samne aesi new window open hogi jisme aapko next pr click krna hai
Step 10 : es step me aapko kuchh bhi change nhi krna h sidha next pr click krna hai....
Step 11 : es step me aapko finish pr click krna hai.........
Step 12 : jb aap finish pr click kroge to aapka disk extend ho jayega aap screen short me dekh skte hai.....
Dosto agr aapko disk partition karne me koi bhi problem aa rahi hai to aap mujhe comment karke bta sakte hai....
Dosto agr meri ye post aapke liye helpful rahi hai to please aap ese like or share jarur kar dijiyega thanks.....